Minggu, 05 September 2010

jiya maine jiya

jiya maine jiya
Ho, jiya maine jiya tujhko diya


O piya mere piya, yeh kya kiya


Nigaahein mili to yeh jaana
Deewana main tera deewana


Likha hai yeh dil pe fasaana
Tujhe hi to dilbar hai maana


Ho, jiya maine jiya tujhko diya


Aa, piya mere piya, yeh kya kiya


Honton pe hansi, teri aankhon mein nasha
Tujhe dekhoon to mann baheke


Chaahoon main tujhko din raina
Tujhse milke aaye chaina


Kaali kaali si teri zulfein jo ude
Teri khushboo se tan maheke


O tujhse mujhko hai yeh kehna
Teri baahon mein hai rehna


Yeh vaada kabhi na bhulaana
Hansaake mujhe na rulaana


Bahaana koi na banaana
Kabhi kuch na mujhse chhupaana


Ho, jiya maine jiya tujhko diya


Oh oh oh, oh oh oh, oh oh oh - 2


Dekha sapna hai yehi to armaan
Tujhe pehnaaoon choodi kangna

Ho pyaari pyaari mulaaqaatein
Acchhi lagti hai yeh baatein


Hey, tu mera jahan tu kahe to meri jaan
Doli le aaoon tere angna


Pyaasi pyaasi meri raatein
Dekhoon khwaabon mein baaraatein


Khayaalon ki duniya sajaana
Jo aana to vaapas na jaana


Yeh kasmein hamesha nibhaana
Gale se mujhe hi lagaana


Ho, jiya maine jiya tujhko diya


O piya mere piya, yeh kya kiya

Tidak ada komentar:

Posting Komentar

smk

smk
sempurna

content

content
baik

Mengenai Saya

Foto saya
Malang, Jawa Timur, Indonesia
lutcu bget